Le To Aaye Ho Hame Lyrics, from the 1977 movie Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye, This romantic song is sung by Hemlata while written and music composed by Ravindra Jain. Starring Prem Kishen, Rameshwari, and Shyamali in the leads. Read More...
Le To Aaye Ho Hame Lyrics in English
Ho ho..Ho..Ho..
Le to aaye ho hame sapnon ki gaav me
Le to aaye ho hame sapnon ki gaav me
Pyaar ki chhav mein bithaaye rakhnaa
Sajnaa o sajnaa
Sajnaa o sajnaa
Tumne chhuaa to taar baj uthe man ke
Tum jaisaa chaaho rahe vaise hi ban ke
Tum se shuru, tumhin pe kahaani khatm kare
Tum se shuru, tumhin pe kahaani khatm kare
Dujaa na aaye koi naino ke gaav mein
Le to aaye ho hame sapnon ki gaav me
Le to aaye ho hame sapnon ki gaav me
Pyaar ki chhav mein bithaaye rakhnaa
Sajnaa o sajnaa
Sajnaa o sajnaa
Chhotaa saa ghar ho apnaa
Pyaaraa saa jag ho
Koi kisi se pal bhar na alag ho
Iske sivaa ab duji koi chaah nahin
Iske sivaa ab duji koi chaah nahin
Haste rahe hum dono phulon ke gaav mein
Le to aaye ho hame sapnon ki gaav mein
Pyaar ki chhav mein bithaaye rakhnaa
Sajnaa sajnaa
Sajnaa o sajnaa..
Le To Aaye Ho Hame Lyrics in Hindi
हो हो.. हो.. हो.. हो..
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
प्यार की छाँव में बिठाये रखना
सजना ओ सजना
सजना ओ सजना
तुमने छुआ तो तार बज उठे मन के
तुम जैसा चाहो रहे वैसे ही बन के
तुम से शुरू तुम्हीं पे कहानी खत्म करे
तुम से शुरू तुम्हीं पे कहानी खत्म करे
दूजा न आये कोई नैनों के गाँव मे
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
प्यार की छाँव में बिठाये रखना
सजना ओ सजना
सजना ओ सजना
छोटा सा घर हो अपना प्यारा सा जग हो
कोई किसी से पल भर न अलग हो
इसके सिवा अब दूजी कोई चाह नहीं
इसके सिवा अब दूजी कोई चाह नहीं
हँसते रहे हम दोनों फूलों के गाँव में
ले तो आये हो हमें सपनों की गाँव में
प्यार की छाँव में बिठाये रखना
सजना ओ सजना
सजना ओ सजना..
Songs Credits
| Title: | Le To Aaye Ho Hame |
|---|---|
| Movie: | Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye |
| Singers: | Hemlata |
| Lyrics: | Ravindra Jain |
| Music: | Ravindra Jain |
| Label: | Saregama |
| Cast: | Prem Kishen, Rameshwari |
| Year: | 1977 |
Frequently Asked Questions about "Le To Aaye Ho Hame"
Who has sung the song "Le To Aaye Ho Hame"?
The song "Le To Aaye Ho Hame" has been sung by Hemlata.
Who wrote the lyrics of "Le To Aaye Ho Hame"?
Ravindra Jain has written the lyrics of "Le To Aaye Ho Hame".
Who composed the music of "Le To Aaye Ho Hame"?
Ravindra Jain composed the music of "Le To Aaye Ho Hame".
Which movie is the song "Le To Aaye Ho Hame" from?
The song "Le To Aaye Ho Hame" is from the movie Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye.
Who are the cast members in "Le To Aaye Ho Hame"?
The cast of "Le To Aaye Ho Hame" includes Prem Kishen, Rameshwari.
About This Song
1977 ki Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye ka Le To Aaye Ho Hame ek soft, emotional melody hai jisme pyaar, apnapan aur naye rishte ki warmth beautifully feel hoti hai. Hemlata ki sweet aur expressive voice ne is composition ko ek innocent charm diya. Ravindra Jain ke heartfelt lyrics aur unki soulful music composition milkar gaane ko simple, desi aur deeply touching bana dete hain.
Is melody mein kisi apne ke saath judne ki khushi aur dil mein basne wale relationship ki sweetness hai. Isi wajah se aaj bhi old Bollywood playlists, family gatherings, shaam ki chai ya quiet listening sessions mein Le To Aaye Ho Hame ek warm nostalgic mood create karta hai. 70s ke Hindi cinema ki simplicity aur Hemlata ji ki awaaz ka softness ise khaas banata hai. Kuch melodies ko yaad rakhne ke liye kisi reason ki zarurat nahi hoti unka ehsaas hi kaafi hota hai.



