Abhi Na Jao Chhod Kar lyrics from the movie Hum Dono in 1961, sung by Md. Rafi and Asha Bhosle. The song is written by Sahir Ludhianvi and music composed by Jaidev. Starring Dev Anand, Nanda, Sadhana. Music label Shemaroo.
Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics in English
Abhi na jao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi na jao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi abhi to aayi ho abhi abhi to
Abhi abhi to aayi ho
Bahaar banke chhaayi ho
Hawa zara mehak to le
Nazar zara behak to le
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh dil sambhal to le zara
Main thodi der jee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Abhi to kuchh kaha nahi
Abhi to kuchh suna nahi
Abhi na jao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahi
Sitaare jhilmila uthe
Sitaare jhilmila uthe
Charaag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna
Na badh ke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
To ja na paaungi kabhi
Yehi kahoge tum sada
Ke dil abhi nahi bhara
Jo khatm kisi jagah
Yeh aisa silsila nahi
Abhi nahi abhi nahi
Nahi nahi nahi nahi
Abhi na jao chhod kar
Ke dil abhi bhara nahi
Adhoori aas
Adhoori aas chhod ke
Adhoori pyas chhod ke
Jo roz yoon hi jaogi
To kis tarah nibhaogi
Ke zindagi ki raah mein
Jawan dilon ki chah mein
Kayi makaam aayenge
Jo humko aazmayenge
Bura na maano baat ka
Yeh pyar hai gila nahi
Haan yehi kahoge tum sada
Ke dil abhi bhara nahi
Haan dil abhi bhara nahi
Nahi nahi nahi nahi
Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics in Hindi
अभी ना जाओ छोड़कर कर
के दिल अभी भरा नहीं
अभी ना जाओ छोड़कर कर
के दिल अभी भरा नहीं
अभी अभी तो आई हो, अभी अभी तो
अभी अभी तो आई हो
बहार बन के छाई हो
हवा ज़रा महक तो ले
नजर ज़रा बहक तो ले
ये शाम ढल तो ले ज़रा
ये शाम ढल तो ले ज़रा
ये दिल संभल तो ले ज़रा
मैं थोड़ी देर जी तो लूँ
नशे के घूँट पी तो लूँ
नशे के घूँट पी तो लूँ
अभी तो कुछ कहा नहीं
अभी तो कुछ सूना नहीं
अभी ना जाओ छोड़कर कर
के दिल अभी भरा नहीं
सितारे झिलमिला उठे
सितारे झिलमिला उठे
चराग जगमगा उठे
बस अब ना मुझ को टोकना
बस अब ना मुझ को टोकना
ना बढ़ के राह रोकना
अगर मैं रुक गयी अभी
तो जा न पाऊँगी कभी
यही कहोगे तुम सदा
के दिल अभी नहीं भरा
जो ख़त्म हो किसी जगह
ये ऐसा सिलसिला नहीं
अभी नहीं अभी नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं
अभी ना जाओ छोड़कर कर
की दिल अभी भरा नहीं
अधूरी आस छोड़ के
अधूरी प्यास छोड़ के
जो रोज़ यूँ ही जाओगी
तो किस तरह निभाओगी
के ज़िन्दगी की राह में
जवाँ दिलों की चाह में
कई मकाम आयेंगे
जो हम को आजमाएंगे
बुरा ना मानों बात का
ये प्यार है गिला नहीं
यही कहोगे तुम सदा
के दिल अभी भरा नहीं
हाँ दिल अभी भरा नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं
Songs Credits
| Title: | Abhi Na Jao Chhod Kar |
|---|---|
| Movie: | Hum Dono |
| Singers: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Lyrics: | Sahir Ludhianvi |
| Music: | Jaidev |
| Label: | Shemaroo |
| Cast: | Dev Anand, Nanda, Sadhana |
| Year: | 1961 |
Frequently Asked Questions about "Abhi Na Jao Chhod Kar"
Who has sung the song "Abhi Na Jao Chhod Kar"?
The song "Abhi Na Jao Chhod Kar" has been sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle.
Who wrote the lyrics of "Abhi Na Jao Chhod Kar"?
Sahir Ludhianvi has written the lyrics of "Abhi Na Jao Chhod Kar".
Who composed the music of "Abhi Na Jao Chhod Kar"?
Jaidev composed the music of "Abhi Na Jao Chhod Kar".
Which movie is the song "Abhi Na Jao Chhod Kar" from?
The song "Abhi Na Jao Chhod Kar" is from the movie Hum Dono.
Who are the cast members in "Abhi Na Jao Chhod Kar"?
The cast of "Abhi Na Jao Chhod Kar" includes Dev Anand, Nanda, Sadhana.



