Aye Dil Dil Ki Duniya Mein lyrics – ए दिल दिल की दुनिया – Yaadein

Aye Dil Dil Ki Duniya Mein Lyrics is a popular Hindi song from the 2001 Bollywood movie Yaadein. This song was sung by KK and Sneha Pant, while composed by Anu Malik and written by Anand Bakshi. Featured by Hrithik Roshan and Kareena Kapoor. Read More...

Aye Dil Dil Ki Duniya Lyrics in English

Aah, aah, aah, aah aah
Aah aah, aah
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

O, hey, eh
Tune mujhse vafaa nahin ki
Tujhko kaise vafaa milegi
Tune mujhko dard diya hai
Tujhko kaise davaa milegi

Seene mein uthte hai armaan aise
Dariya mein aate hai toofan jaise
Kabhi kabhi khud hi maajhi
Kashti ko dubota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

Kaante chunkar tera daaman
Phoolon se main bhar jaaoonga
Isse badi sazaa kya hogi
Maaf tujhe main kar jaaoonga
Aa, eh aah

Hogi kisi ko pehchaan kaise
Pyaar mein hote hain purbaan kaise
Humko yeh maaloom na tha
Pyaar bhi ek samjhauta hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan


Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai.

Aye Dil Dil Ki Duniya Mein lyrics – ए दिल दिल की दुनिया – Yaadein thumbnail

Aye Dil Dil Ki Duniya Lyrics in Hindi

आह
आह आह
ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है
ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है
ए दिल
किसी ने यह माना नहीं
किसी ने यह जाना नहीं
किसी को बताना नहीं
दर्द छुपा है कहाँ
ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है


तूने मुझसे वफ़ा नहीं की
तुझको कैसे वफ़ा मिलेगी
तूने मुझको दर्द दिया है
तुझको कैसे दवा मिलेगी

सीने में उठते है अरमान ऐसे
दरिया में आते है तूफ़ान जैसे
कभी कभी खुद ही माझी
कश्ती को डुबोता है
ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है

कांटे चुनकर तेरा दामन
फूलों से मैं भर जाऊंगा
इससे बड़ी सज़ा क्या होगी
माफ़ तुझे मैं कर जाऊंगा


होगी किसी को पहचान कैसे
प्यार में होते हैं पुरबान कैसे
हमको यह मालूम न था
प्यार भी एक समझौता है
ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है
ए दिल
किसी ने यह माना नहीं
किसी ने यह जाना नहीं
किसी को बताना नहीं
दर्द छुपा है कहाँ

ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है

ए दिल
ऐसा हाल भी होता है
बाहर कोई हँसता है
अंदर कोई रोता है

Songs Credits

Title:Aye Dil Dil Ki Duniya
Movie:Yaadein
Singers:K.K, Sneha Pant, Udit Narayan
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Anu Mali
Label:Tips Music
Cast:Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Year:2001

Frequently Asked Questions about "Aye Dil Dil Ki Duniya"

Who has sung the song "Aye Dil Dil Ki Duniya"?

The song "Aye Dil Dil Ki Duniya" has been sung by K.K, Sneha Pant, Udit Narayan.

Who wrote the lyrics of "Aye Dil Dil Ki Duniya"?

Anand Bakshi has written the lyrics of "Aye Dil Dil Ki Duniya".

Who composed the music of "Aye Dil Dil Ki Duniya"?

Anu Mali composed the music of "Aye Dil Dil Ki Duniya".

Which movie is the song "Aye Dil Dil Ki Duniya" from?

The song "Aye Dil Dil Ki Duniya" is from the movie Yaadein.

Who are the cast members in "Aye Dil Dil Ki Duniya"?

The cast of "Aye Dil Dil Ki Duniya" includes Hrithik Roshan, Kareena Kapoor.

About This Song

Released during the early 2000s, “Aye Dil Dil Ki Duniya Mein” from Yaadein captures the excitement and uncertainty that often accompany young love. Sung by KK and Sneha Pant, the song blends heartfelt emotions with a contemporary sound that reflected the changing face of Hindi film music at the time.

Anu Malik’s composition gives the track a smooth, melodic flow, while Anand Bakshi expresses the feelings of longing, hope, and emotional connection through simple yet meaningful lyrics. Featured on Hrithik Roshan and Kareena Kapoor, the song complements the film’s romantic storyline and highlights the chemistry between the lead characters.

Over the years, Aye Dil Dil Ki Duniya Mein has remained a familiar favorite among fans of early-2000s Bollywood music. Its memorable tune and sincere emotions continue to evoke nostalgia for an era when romantic melodies played a central role in Hindi cinema.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Join our Group
Join WhatsApp Group
Scroll to Top